salam sir;-
mujhe yeh bataya sakta hai kay yahaan per software enginner kii free main courses kyun nahi kartey hain kyun kay main nai aptech se 3 years ka software enginner main diploma liya howa hai aur job kay talash main hoon
lekin main kuch programming main weak hoon iss main yeh chata hoon kuch mera help kar sakta hain kay kahaan per free main software enginner ka courses kar sakta hain?
Bookmarks