dear jab main computer on karta hun to c drive checking k doran woh 0% pe ruk jata hai age bilkul nahin jata. ya kabhi kabhi welcome pe ruk jata hai. eska koi hall batayen maine windows bhi new ki hai...