salam friends..
main ne ufone ka 3 rupay wala net packge karwaya hua hai 12am se 6pm tak wala jo hai..lekin is k bawjood mera balance cut hota hai,.yeh packge agar unsubcribe karna ho tu kaise hoga???