dosto meray pass hp ka laptop hay.mujhy masla araha hay k mera cam sahi tarah kaam nae kar raha.
jab main skype waghaira main is ko use karta ho to baz okaat chalta he nae aur baaz okaat chaltay chaltay band ho jata hay.window nae ki likin masla hal nae huwa aur sab kuch kar k daikh liya.
laptop ki screen set karo to b masla karta hay.
jab pc reset karo to phir kaam karnay lagta hay.
kiya koi hay jo mujhy iss ka solution bata sakay