AoA. Everybody! Muhtram main nay idm free instal kia tha ib wo key mangta hay .agar is ko remove b kar do to dobara instal nahin hota . Kia ye mumkin hay k main dobara is ko istmal kar sakon agr koi bhi help kar sakta hay to mahrbani ho ge