Assalam o Alaikum dosto i.d ko jis tarha creat karty hn kiya web site b isi tarha banaty hain ar domain hamen free mai milta hy ya charges deny party hain ar web site kahan par banaon ga ar kesy banaoun ga k phr usy web hosting par upload karon ga ar domain kiya free mai milta hy ar han ya na ar kesy milta domain ko number hota hy kiya plz guide karen
Bookmarks