Yaar Mai net use karta hu magar speed bohot kam atti hai na browsing hoti hai na downloading mujhe aisa lagta hai k mera username aur password kisi aur ko bhi ptcl walo ne diya huwa hai.
kya mai yeh pata laga sakta hu k mere number ka net kab use huwa hai aur kya agar mai apna password change kar du to kya masla hal ho sakta hai.