bhai browsing k doran ya itdunya main sign in karta hon to ye likha ata mian isy cross kr k khatm kar deta hon is ka kiya mutlib hy ?? plz kindly sari bat detail sy batain ye tick ko khatm kar k ok karon ya tick laga kar ar is ka mutlib

bhai
agr ap bar bar ok sy tang ho to is option ko uncheck ker ky ok ker do yeh phir nahi aay gi
or
yeh koi khas nahi just explorer ki security isy harm samjh ky apko wrnning dy rahi hy jab keh yeh hy nahi
jab explorer ki security jis site ko read nahi ker sakti to osy is tarah ki warnning men daly ky show ker deti hy
is sy darny ya ghabrany ki koi bhi zarorat nahi
Bookmarks