Results 1 to 7 of 7

Thread: XP man Prob--[any body ansr]

  1. #1
    mehboob's Avatar
    mehboob is offline Senior Member+
    Last Online
    15th July 2017 @ 08:00 PM
    Join Date
    06 Dec 2005
    Posts
    131
    Threads
    32
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default XP man Prob--[any body ansr]

    aoa

    koi yeh batay ga keh man nay XP instal ki aor bad man baqi drive format kartay hoy ga=halti say sab ko NTFS kar gia ab dobara insatalaion kay waqat HDD seraf 40Gb k bajay eraf 8Gb show kar rahi hay ---man nay dosri HDD laga li hay wo khrab samjh kar rakh di hay -maray pass XP Veta hay--
    kia wo harad drive kharab hay aur kia thik ho sakti hay---
    any body please help----

    thanks
    mmelahi [mehboob elahi malik]
    03042860573

  2. #2
    Noman Khan is offline Senior Member+
    Last Online
    26th September 2014 @ 01:54 AM
    Join Date
    30 Nov 2005
    Posts
    1,117
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked: 1

    Default

    walaykum salam bhai
    ap ka masla hel ho jaye
    ga ap ko aik softwear PARTITIONMAGIC use kerna parey ga
    us ke zariye ap apni hard drive ke partition torh saktey hain
    agey
    eis main masla hai to
    jab ap Window Xp install kartey hain to woh select partion ka pochta hai
    to wahan per aur bhi option show kerta hai
    us main delete ke bhi option hai
    ap un sab partition ko delete ker dau jo NTFS hain
    pher ap
    FDISK ke zariye dobara banalain sarey partition
    nahi to ap
    PARTITION MAGIC say partition torey baghair NTFS say FAT main ker saktey hain

    koi masla ho pher bhi to batiye ga
    apna khayal rkahiye ga
    keep it up
    السلام وعلیکم
    ASSALAM_O_ALIKUM Hw R U Friends

  3. #3
    mehboob's Avatar
    mehboob is offline Senior Member+
    Last Online
    15th July 2017 @ 08:00 PM
    Join Date
    06 Dec 2005
    Posts
    131
    Threads
    32
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default thanks 4 rply in detail

    Quote Noman Khan said:
    walaykum salam bhai
    ap ka masla hel ho jaye
    ga ap ko aik softwear PARTITIONMAGIC use kerna parey ga
    us ke zariye ap apni hard drive ke partition torh saktey hain
    agey
    eis main masla hai to
    jab ap Window Xp install kartey hain to woh select partion ka pochta hai
    to wahan per aur bhi option show kerta hai
    us main delete ke bhi option hai
    ap un sab partition ko delete ker dau jo NTFS hain
    pher ap
    FDISK ke zariye dobara banalain sarey partition
    nahi to ap
    PARTITION MAGIC say partition torey baghair NTFS say FAT main ker saktey hain

    koi masla ho pher bhi to batiye ga
    apna khayal rkahiye ga
    keep it up
    aoa
    aap ka bahut shukria----achi salah hay man try karon ga --aor shaid ho bhi jai ----sub esi ko azmanay ki bata rahay han--
    behr hal bahut bahut shukrai---jitay raho

    mmelahi[prim mem]
    mehoob elahi malik
    hyderabad

  4. #4
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    mehboob sahab,
    agar sirf aap ko partition ya puri 80gb space wapis lani hay to Noman bhai kay tareeqay par amal karnay say wapis ajayegi Insha Allah
    lekein agar us hard disk par aap ka qeemti data bhi tha aur aap us ko recover karna chahtay hay to aap data recovery ka koi bhi achha saa software try karsaktay hain maslan Ontrack Data recovery, Active@partition receovery waghaira

  5. #5
    Ahmer's Avatar
    Ahmer is offline Senior Member+
    Last Online
    12th October 2006 @ 10:17 PM
    Join Date
    17 May 2006
    Location
    unknown
    Posts
    32
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Sirf Aur sirf Seagate Company ka Official Software DISK MANAGER (DM) istemal kerain...Jab usko RUN kerainge to aapko poori Hardisk show kerdega....Usse parttion dubara banalain...

    Parittion Magic ko istamal qatai nahin kijiye ga....Waise bhi zamana kahan se kahan phonch gya hai...Aur Parition Magic 2003 ka hi hai...
    us company ne is software ko ab khatam kerdia hai...


  6. #6
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    PartitionMagic 8.05 IDE hard disk ki tamam aqsam ko support karta hai aur 80gb+ ko bhi support karta hai. Yeh software ab Symanten/Norton nay khareed lia hay. Is ka naya version is liay naheen aya kay abhi tak is ki zaroorat hi naheen hai.

    Partition Management aap jitni sahulat aur aasani say is main kar saktay hain, kisi aur software main naheen kar saktay.

    Seagate official DM sirf limited options hi deta hai. aur yeh zaroori naheen kay Mehboob sahab ki hard disk seagate hi ki hai.

  7. #7
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    * Symanten = Symantec
    likhnay main ghalti ho gai thi.

Similar Threads

  1. Any body can help,
    By sheri in forum Ask an Expert
    Replies: 3
    Last Post: 22nd August 2012, 04:12 PM
  2. Solved how to closs a thard ansr is this
    By waqaskhan722 in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 7
    Last Post: 2nd June 2012, 01:50 PM
  3. please Help me any body
    By pkmobiles in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 1
    Last Post: 15th November 2011, 10:02 AM
  4. jazz net prob , kia ap b ye prob face kar rahay hain ?
    By mirza84 in forum General Mobile Discussion
    Replies: 26
    Last Post: 19th January 2011, 11:32 AM
  5. Can Any Body Help Me
    By nabiamen in forum Ask an Expert
    Replies: 2
    Last Post: 14th May 2007, 10:47 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •