Results 1 to 3 of 3

Thread: SQL Server 2000 and VB6 Application Connection Over Internet

  1. #1
    Invisible2's Avatar
    Invisible2 is offline Senior Member+
    Last Online
    9th April 2013 @ 02:14 PM
    Join Date
    16 Apr 2010
    Age
    40
    Posts
    276
    Threads
    14
    Credits
    0
    Thanked
    9

    Default SQL Server 2000 and VB6 Application Connection Over Internet

    Mere Pass accounting ka aik software hay jo k VB6 may bana howa hay, aur us k back end pay SQL Server 2000 chal raha hai.
    Mera yeah software hamaray office may tamam computers may install hay, aur main nay aik pc pay SQL server install kiya howa hai, jahan say tamam office kay log apnay computers say is software ko access kartay hain aur apna kaam kartay hain,
    hamara aik office dosray city may hai, main is software ko "WAN" mtlub internet kay through kaisay chalon, ta k jis tarah mere office may tamam log "LAN" k through yeah software access kar laitay hain, isi tarah mere dosray city walay office kay log is ko access kar kay kaam kar sakien,
    Note: Yeah web bases software nahi hai, mujhe sirf yeah jann'na hay kay is software ko mtlub apnay SQL Server 2000 walay pc ko kaisay Online server banao ta k dosray city walay b access kar sakien,
    aur is kay liye mujhe kiya kuch required ho ga,
    Please jis ko is baray may pta ho woh he jawab day. aur ager ap ka jawab VPN server ya Static ip ya port forwarding ka mashwara daita hai to is k baray may mazeed tafseel say btayiyee ga , qk mujhe is k baray may kuch nahi pta.
    Invisible2
    ITD Team Member

  2. #2
    bais is offline Senior Member
    Last Online
    31st July 2015 @ 02:07 PM
    Join Date
    23 Aug 2008
    Location
    Izlooo
    Gender
    Male
    Posts
    3,519
    Threads
    96
    Thanked
    263

    Default

    Quote Invisible2 said: View Post
    Mere Pass accounting ka aik software hay jo k VB6 may bana howa hay, aur us k back end pay SQL Server 2000 chal raha hai.
    Mera yeah software hamaray office may tamam computers may install hay, aur main nay aik pc pay SQL server install kiya howa hai, jahan say tamam office kay log apnay computers say is software ko access kartay hain aur apna kaam kartay hain,
    hamara aik office dosray city may hai, main is software ko "WAN" mtlub internet kay through kaisay chalon, ta k jis tarah mere office may tamam log "LAN" k through yeah software access kar laitay hain, isi tarah mere dosray city walay office kay log is ko access kar kay kaam kar sakien,
    Note: Yeah web bases software nahi hai, mujhe sirf yeah jann'na hay kay is software ko mtlub apnay SQL Server 2000 walay pc ko kaisay Online server banao ta k dosray city walay b access kar sakien,
    aur is kay liye mujhe kiya kuch required ho ga,
    Please jis ko is baray may pta ho woh he jawab day. aur ager ap ka jawab VPN server ya Static ip ya port forwarding ka mashwara daita hai to is k baray may mazeed tafseel say btayiyee ga , qk mujhe is k baray may kuch nahi pta.
    Application kis type ki hai? Windows 7 support karti hai? Vb 6.0 bht old language ha. Alternate to is k ye ha k is ko Web Application pe convert karwaya jayae...ye phr apne SQL Server 2000 ko live karnae ki zarorurat hi nahi ap dosri city ma b sql server install karo aur wahan b har pc pe wo software install kar do jo ap k ha aur phr....udr wale office k backup lo sql server 2000 ma ja kae...and backup k waqt destination apne server k dae do bad ma jb backup ho jayae roz k roz to CD pe write kar k safe jaga rakh do that's it no need for any static ip or vpn etc. this is the simplest solution.

  3. #3
    rizwan_aslam is offline Senior Member+
    Last Online
    31st December 2012 @ 01:53 AM
    Join Date
    14 May 2012
    Age
    37
    Gender
    Male
    Posts
    49
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Mairy khyal mai sql ko live bnaa lo aor both cities ki database jo sql hai aik e rakho is tara dusry city ka data b tumary paas ata rahy ga aor aik e jaga pr save ho ga

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •