salamz dostoun mujhay networing k hawalay say yai jan na hai k
main jo wimax ke device use kar raha houn us main wifi ka option hai jo k main istamal bhi kar raha houn
Problem yai hai k us k signals ki strength ziada nahi hai or meray paas aik or router hai us ko is main kaisay connect karoun
wimax device k peechay 1 lan ka plug hai jis say mainay tenda ka switch lagaya wa hai
abb us switch main say 2 lan ki cables or aik or router lagana hai...
lan walay pc toa chal rahay hain par dousra router nahi chal raha ...
kia mujhay cross cable use karna paray ga is kaam k liyai

PLZ EXPERT KOI HLP KARAY...AGAR BAAT SAMAJH NAHI AAI HOA TOA MAIN DOBARA WAZAHAT KAR DOUN GA