Slammm to all Itdunya,
Attentation to the team of ITdunya. Yaroo batt kuch ess tarah say hai k jab kabhi koye question pochna hoo too tamamm membran koo ask an expert main post karna parta hai, maray khayal main yah kafi sabar azma kam hai ess main kafi intazar karna parta hai ta k koye aye oue answer day. Agar aysa ho k Itdunya par ek Chat Service start kee jayee jiss main jo membran online hoon wo our team k membran shamill hoon our jab koye question pochay to us ko usee waqat answer mill jaye chat ki soorat main. Umeed hai mari tajveez par ghoor kiya jayee gaa.
Sweet_malik
Bookmarks