main anti malware bytes soft use karta ho. or woh paid soft ha. means k key main nay li ha..
jab main aksar site open krta ho wha pay yeh eroor ajata ha,,

malicious website blocked
type outgoing

kia koi bta skta ha k yh eroor ku ata ha and kia keya jay is error ka ??