kesay hain aap sab?Main 1 new laptop khareedna chahta hun aur main 50000 to 55000 ki range tak khareed sakta hun,main us par games khelna chahta hun aur sath hi sath office work bhi karna chahta hun.Aap log mujhay batayn kay main konsa laptop khareedun,shukriya.
Bookmarks