asalamoalikum
mujay q5 mobile kay liaye eng to eng dic ki zarurat hay is main jar files run hu jati hain but mainnay internet say kafi download ki but sub same and word type karna mushkil hay jis waja say word search ni hu pata agar kisi kay pass hay ju use kar raha hu plz send kardain and tareka bi bata dain
Bookmarks