Pakistan aur saray dosray mumalik jo kay kul mila kar 12 Teamain banti hain 18 sep say ICC T20 World Cup 2012 khailnay kay liye tiyaar hain aur Pakistani Team sab say ziayda purjosh nazar aa rahi hai. Is Ka andaza aap Australia kay khilaaf pahalay Twenty 20 Match jeetnay say laga saktay hain. Aksar loog T20 World Cup daiknay per hi iktafa kar laitay hain takay apni favorite team ki ranking ICC World Cup T20 main daik sakain tu is kay liye itdunya.com kay zariyay say main aik website muatafar karva raha houn jo kay aap logoun ko poray tournament kay duraan Points bataye gi Team Team kay hisaab say....
T20 World Cup 2012 Points Table
Bookmarks