hello itdunya mamber window 7 ka time am to pm kasa kiya jata hai
hello itdunya mamber window 7 ka time am to pm kasa kiya jata hai
dost jese xp me hota hai wese hi hoga i think so k aap jahan time aa raha hai wahan do bar click karen or am pe click karen jab colck aa jaye phr us ko pm pe select karn or ok karden
1. Taskbar ki bottom right par jahan papr time nazar aa raha hay, us par single left click karein.
2. "Change date and time settings" par click karein. Ek dialog box open ho jaye ga.
3. "Change date and time" par click kar dein aur Yes par click kar dein.
4. Right side par (new dialog box) clock kay neechay PM ya AM likha ho ga, us ko left click se select kar kay saath hi up or down k buttons kay zariye change kia ja sakta hay.
5. Tamam boxes ko OK kar dein.
Bookmarks