asalam alaikum dostoun....
maine suna hai k koi imi messenger hai jo pc or mobile donoun ko support karta hai win xp ya kisi or windows par bhi chalta hai.or aap apnay azizoun say vido chat kar saktay hain....chahay mobile to mobile karni hoa video chat ya phir pc to mobile....dooun ki video daikhi ja sakti hai.....
plz agar is baray main kisi ko malomat houn toa faraham karay..ya thread bana dai shukria
Bookmarks