Main win 7 usb k throw krna chah raha hon ..
USB ko bootable kar leta hon mein... sab kuch teyar ho jata hai
aur jab mei Boot setup per ja kar settings karta hon "1st drive boot with USB"
to ye b ho jata hai..
lekin jab mei boot krne lagta hon USB ko to DISK ERROR! deta hai..!!

System Manufacturer: RM plc

ye kya masla aa raha hai.. plx Help!