salam dosto ye kis kisam ki mail hai kiya koi bata sakta hai aur ye email bomb kiya hai plz tel me....!!!!
salam dosto ye kis kisam ki mail hai kiya koi bata sakta hai aur ye email bomb kiya hai plz tel me....!!!!
aisi mail ko open na kya karo, in main ziada tar virous hota hai.
fazoool hei is ko block ker diay kero
jab kisi website kay open hinay say pehlay ye message ajatha hay ke THIS SITE MAY HARM YOUR COMPUTER tho kia karna chahiay
aisi ko open he na kya karo.
aisi mail ko open na kya karo, in main ziada tar virous hota hai.virouse OR virus ?
بھائی یہ کون سا وائرس ہوتا ہے ۔
haha nice replys dost thx 4 guide me bahot bahot shukriya sab dosto ka
may is email ko janta hoon agar aap is main say kisi link par click karain gay to aap ki email or password yay email send karnay walay kay pass chali jai gii or aap ka account hack ho jai ga.
aap general discussions main kaspersky antivirus 2009 download karain
Bookmarks