mere pyare shd38dsk bhai aapke kehney ke mutabiq saara kaam saheeh hoa tha lekin aakhir mein aa kar kaam kharaab ho gaya wo ye ke jo nordon antivirus se jo hidden files nazar aa rahei thei wo windo ki files thei or system restart ho kar ntldr missing ka error de raha tha or mazey ki baat ye ke meri direy mujhe nai mill rahi thei jis mein nrldr ki command likhi hoi thei .
khair mein ne ab new window install kar lei he or ab aik baar pher system ko scan kar raha hoon ab aap batain ke kya pher wo hidden files nazar aain to kya pher pehley ki tarah delete kar doon ya nahein agar nahein to in hidden files ko dobarah kese hide karon.
beharhaal aapka tawajja deney ke liye specialy thanks