Salam to all,
Koi muje bata sakta ha k windows vista ko in DOS kaisay install kartay hain?
Kia ye possible ha?
Mera matlab ye k Windows Vista meri hard disk mein pari ha. Mein PC in DOS mode start karta hun es se aghay kiya karna ho ga.
If any know plz Guide.
Thanks in Advance
Bookmarks