Salam
kia koi easa software hay k jis se pata chal saky k koi bhi yahoo wala ID online hota hay ya nahi. mera matlab hay k mery pass kuch friends k ID hain. pata nahi k wo id ab wo used karty hain ya nai. issi liye mian janna chahta hoon k kia wo id kabhi online howay hain ya nahi............. plz help me