Dear Friends
main ny apna blog bnaya hai jis ky bary main mgy kuch janana hai
es blog main koi picture ya video kaisy add ki jati hai uski to mgy smagh aa gyi hai but mugy yeh samgh ni a rehi k agr main ny es main koi pdf ,Word ya koi software ki file rakhni ho to wo kaisy add ho ge.plz es bary main mgy guide kr dain
aur main ny yeh blog blogger pr bnaya hai
Bookmarks