Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 14

Thread: NEED HELP HTC ChaCha A810E

  1. #1
    Taha_Ali's Avatar
    Taha_Ali is offline Senior Member+
    Last Online
    6th June 2018 @ 11:22 AM
    Join Date
    22 Aug 2008
    Age
    34
    Posts
    492
    Threads
    44
    Credits
    1,181
    Thanked
    9

    Arrow NEED HELP HTC ChaCha A810E

    Sallam All

    hope k sab member khariyat sey hongey bohat time bad it dunya ka visit kya yaha ab puraney bandey deakte he nahi hain pata nahi sab kaha gayab hain i think sab ki life busy busy ho gayi hay main bi kafi time bad aya hun aur yaar ek problem yeah bi hey k yaha thread ka reply phelley foran aa jaya karta tha ab nahi ata

    khair meri problem hey HTC ChaCha A810E main

    1) yeah battery bohat kam hoti hey din main pora din charge karna parta hey aur emails wagera ya ******** chat chal rahi hoti hey to 40.mints main he battery low ho jatti hey full charge honey k bad bi koi hal hey aap logo k pass?

    2) koi essa hal bataiye k sab chizain SD card main move ki ja sakkey phone memory builkul free rahey ta k zaiyada achi aur zaiyada mazey ki application install ki ja sakkey

    3) aur kisi bhai k pass HTC ChaCha A810E ki mazey mazey ki achi application hain to please muj sey is he thread main share karey jese FOOL FRIEND name sey thum rak k deta bata deyne wali application sey bohat logo ko fool banaya us type ki ho to ya kisi aur type ki

    4) aur total recall share karey please acha sa
    aur baki jo aap logo ko behtar laggey yaha is thread main sab share karey main try karunga k daily visit kar k check karo k aap sab logo k kya comments hain

    ok thanks a lots

    take care bye bye waiting for quick replys

  2. #2
    Join Date
    22 Oct 2009
    Location
    ~*Dream*World*~
    Gender
    Male
    Posts
    21,935
    Threads
    299
    Credits
    1,349
    Thanked
    1701

    Default


    1. Android Handsets ki battery achi nahin hoti, aap ne jo information di hai woh kuch ziyadah hi hai shayad, aap battery saver use karen kuch had tak battery charging bachane ke liye aor charger bhi original use kiya karen,
    2. Har application full move nahin hogi, use this application:
    3. CliCk for Android Sharings.
    4.

  3. #3
    Taha_Ali's Avatar
    Taha_Ali is offline Senior Member+
    Last Online
    6th June 2018 @ 11:22 AM
    Join Date
    22 Aug 2008
    Age
    34
    Posts
    492
    Threads
    44
    Credits
    1,181
    Thanked
    9

    Default

    Dear Tanweer bhai,


    thanks a lots for your quick reply bhai matlab yeah hal nahi ho sakta battery ka jo problem hey ? aur send urdu install ho sakti hey is main with out appliction khud ba khud inbox main urdu msgs aa jaye ujhey application main ja k karna pharta hey

  4. #4
    Join Date
    22 Oct 2009
    Location
    ~*Dream*World*~
    Gender
    Male
    Posts
    21,935
    Threads
    299
    Credits
    1,349
    Thanked
    1701

    Default

    Quote Taha_Ali said: View Post
    Dear Tanweer bhai,


    thanks a lots for your quick reply bhai matlab yeah hal nahi ho sakta battery ka jo problem hey ? aur send urdu install ho sakti hey is main with out appliction khud ba khud inbox main urdu msgs aa jaye ujhey application main ja k karna pharta hey
    Dear, No dear battery ka solution almost impossible hai except aap tricks use karen to, android ke features itne hen ke battery ta'dair sambhal nahin paati, aap lcd ki brightness ko thora kam karden yan use Auto par rakhden to bhi battery ki bachat ho sakti hai.

    Albata Urdu ko direct inbox men read karna ek aor tarah se possible hai,
    Mirsal ek SMS Software hai, yani aap ke inbox wagerah ko manage karta hai, yeh thread visit karen:
    http://www.itdunya.com/t340290/
    Aap yeh application use karke incoming, out going urdu sms parh payenge, aor is application ko default messaging par set karne ki waja se aap ke new sms wagerah isi men show hote rahenge.

  5. #5
    Taha_Ali's Avatar
    Taha_Ali is offline Senior Member+
    Last Online
    6th June 2018 @ 11:22 AM
    Join Date
    22 Aug 2008
    Age
    34
    Posts
    492
    Threads
    44
    Credits
    1,181
    Thanked
    9

    Default

    Dear Tanweer bhai sab sey achi bat yeah hey k it dunya pey aap k jaldi reply deak k kuch puraney members ki yaad gayi thanks a lots bhai,,
    acha bhai Mirsal name sey appilication install ki huwi hey main ney but problem yeah hey k us application main ja k sms dhond k read karna pharta hey CHACHA pey jo conversation chal rahi hoti hey wo nahi ati waha to problem hoti hey us main aap koi hal bataiye k kya kya jaye aur 2nd bhai main abhi office k stytem main hun ghar ja k download karunga jo aap ney total re call diya hey aur bhai mujhey yeah bataiye k main ney suna hey battery saving k liye ek appilication hoti hey jis sey battery save ho jatti hey aap bataiye kya sahi hey yeah ? aur bhai kuch apni pasand ki bi appilication bataiye jesey fool friends sey bohat enjoy kya thumb rak k jo data scan karta tha us type ki hey koi aur ?

  6. #6
    Taha_Ali's Avatar
    Taha_Ali is offline Senior Member+
    Last Online
    6th June 2018 @ 11:22 AM
    Join Date
    22 Aug 2008
    Age
    34
    Posts
    492
    Threads
    44
    Credits
    1,181
    Thanked
    9

    Default

    aur bhai yeah https://play.google.com/store/apps/d....juicedefender

    download kaha sey karo is link main download ka obtion kaha hey ? screen shouts please?

  7. #7
    Join Date
    22 Oct 2009
    Location
    ~*Dream*World*~
    Gender
    Male
    Posts
    21,935
    Threads
    299
    Credits
    1,349
    Thanked
    1701

    Default

    Quote Taha_Ali said: View Post
    acha bhai Mirsal name sey appilication install ki huwi hey main ney but problem yeah hey k us application main ja k sms dhond k read karna pharta hey CHACHA pey jo conversation chal rahi hoti hey wo nahi ati waha to problem hoti hey us main aap koi hal bataiye k kya kya jaye aur 2nd bhai main abhi office k stytem main hun ghar ja k download karunga jo aap ney total re call diya hey aur bhai mujhey yeah bataiye k main ney suna hey battery saving k liye ek appilication hoti hey jis sey battery save ho jatti hey aap bataiye kya sahi hey yeah ? aur bhai kuch apni pasand ki bi appilication bataiye jesey fool friends sey bohat enjoy kya thumb rak k jo data scan karta tha us type ki hey koi aur ?
    Dear inbox men har message alag alag zarur nazar aata hai, magar aap kisi bhi shakhs ka message open karenge to phir wesi hi conversation aap ko nazar aayegi jese by default htc chacha men show hoti hen, example ke tor par apne cell ka screenshot de raha hun.
    Name:  Tanweer.png
Views: 960
Size:  40.4 KB

    Battery Saver applications yaqinan kaam karti hen, Juice Defender bhi unhin men se hai, magar yeh is tarah kaam karti hen ke Cellphone men jo background men useless applications run ho rahi hon unhen close kardeti hai, brightness wagerah adjust karke zara kam karti hai, etc, is tarah battery kuch dair longer chalti hai magar battery ke hardware par applications se koi bhi faraq nahin parta, behtar hai ke koi ek battery saver install kar dekhen.

    Kuch Funny Applications ke links de raha hun;
    Break CellPhone Screen
    Saloon Solution

  8. #8
    Join Date
    22 Oct 2009
    Location
    ~*Dream*World*~
    Gender
    Male
    Posts
    21,935
    Threads
    299
    Credits
    1,349
    Thanked
    1701

    Default

    Quote Taha_Ali said: View Post
    aur bhai yeah https://play.google.com/store/apps/d....juicedefender

    download kaha sey karo is link main download ka obtion kaha hey ? screen shouts please?
    Goya aap ne apna set abhi tak Play Store se connect nahin kiya hai.
    Google Play Store se aap applications direct install karte hen, yeh pc men save nahin ki jatin.
    Procedure:
    1. HTC Chacha men ek application hai, PLAY STORE, woh open karen aor us men login ho jayen apni gmail ki id use karke {gprs on hona chahiye}.
    2. Ab PC se play.google.com par jayen aor usi same id se wahan par login ho jayen.
    3. Ab aap jab chahen bas following method ko use karke play store se applications install karden, woh automatically mobile par install hongi {cellphone par gprs on rehna chahiye}.
    Name:  Tanweer1.jpg
Views: 791
Size:  44.2 KB

  9. #9
    Taha_Ali's Avatar
    Taha_Ali is offline Senior Member+
    Last Online
    6th June 2018 @ 11:22 AM
    Join Date
    22 Aug 2008
    Age
    34
    Posts
    492
    Threads
    44
    Credits
    1,181
    Thanked
    9

    Default

    ji bhai thanks a lots main WIFI use karta ho 1 MB ka conection hey bohat kamal ki speed ati hey aur bhai play store bi use karta hun aur HTC HUB bi aur MARKET bi .. main samjha jo link aap ney diye hain wo PC sey download kar k phir mobile main dalni pharegi sorry main bhool gaya tha k mere pass HTC android phone hey phelley main nokia 6630 use karta tha na is liye khair bhai ghar ja k yeah sab install kar k deakta hun wifi wahi hey thank a lots tanwer bhai for your quick reply

  10. #10
    Taha_Ali's Avatar
    Taha_Ali is offline Senior Member+
    Last Online
    6th June 2018 @ 11:22 AM
    Join Date
    22 Aug 2008
    Age
    34
    Posts
    492
    Threads
    44
    Credits
    1,181
    Thanked
    9

    Default

    ACHA bhai ek problem aur hey wo yeah k mujhey eng to urdu dic dey dain is main install to ki hey par urdu show nahi karti essa kuch bata dain k urdu show krney laggey ? aur bhai spell check bi sahi nahi karta MS WORD ki tarha red line show to karta hey roman urdu jab leakta hun to par us ki spell MS WORD KI tarha correct kesey hogi ?

  11. #11
    Taha_Ali's Avatar
    Taha_Ali is offline Senior Member+
    Last Online
    6th June 2018 @ 11:22 AM
    Join Date
    22 Aug 2008
    Age
    34
    Posts
    492
    Threads
    44
    Credits
    1,181
    Thanked
    9

    Default

    TANWEER BHAI please reply

  12. #12
    Taha_Ali's Avatar
    Taha_Ali is offline Senior Member+
    Last Online
    6th June 2018 @ 11:22 AM
    Join Date
    22 Aug 2008
    Age
    34
    Posts
    492
    Threads
    44
    Credits
    1,181
    Thanked
    9

    Default

    bhai im at home please reply aur dosra masla bi bhai ab yaad aya hey wo yeah k bhai k 5.page k msg k bad sms MMS main convert ho jatta hey koi hal batao k wo MMS main convert na ho aur SMS he rahey?

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Htc Chacha
    By Hasnain93 in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 4
    Last Post: 8th May 2013, 06:34 PM
  2. Ufone free internet setting for htc chacha and video call
    By salman_ali in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 1
    Last Post: 4th September 2012, 09:01 PM
  3. need help about htc chacha
    By irfanstm in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 2
    Last Post: 25th June 2012, 05:17 AM
  4. Chacha Thakkan
    By muzafarmohsin in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 31
    Last Post: 19th August 2009, 10:29 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •