Assalam-O-Alaikom!
koy mujhe ye bata sakta hai ya mashwara de sakta hai k mai konsay bank may account open karon? meri requirement ye hain.....
Inet k through mai ne kisi b bank mai paisay transfer karnay hotay hain jiska kharcha sab se kam ho...ye meri awwaleeen Zaroorat hai. agr kisi ko pata ho k sab se kam charges kis bank k hosaktay hain plz bataday
Bookmarks