Dear Sir,
XL main jb auto sum kartay hain to paisa ki wajah say auto sum karnay mian kuch Rs ka diffrence aa jata hay jassa ko 1.51 +1.90 ko auto sum karain gay to answar 3.41 aajata hay magar jb hum Decrease Decimal karkay Rs main value laytay hain to uper 2+2 but answar 3 aata hay jsmi waja say sheet mian difference ho jata hay ....
as masalay ka kia hal hay pl help me