kya koi expert bata sakta hai k english movies ko hindi mai dubbed kaise kartay hain ??
koi software yan koi aur method ......
ap logo k reply ka wait rahay ga
THAnks
kya koi expert bata sakta hai k english movies ko hindi mai dubbed kaise kartay hain ??
koi software yan koi aur method ......
ap logo k reply ka wait rahay ga
THAnks
Movie ko dubbed karne k koi software nai hota.... ye professionals ka kam hota ha, lakin agar app dubbed movies download karna chah te han to visit karain
www.world4free.in
movies dubbing companies kerti hen , normally hum nai ker skte..
haha bhai logo ye professionals ka kam nahe hai Software b hain market mai
use avs video editr asan and apkay matlab ka
Bookmarks