Results 1 to 5 of 5

Thread: Kon sa dedicated server acha aur sasta hai

  1. #1
    amirq is offline Junior Member
    Last Online
    2nd July 2013 @ 11:29 PM
    Join Date
    02 Jan 2011
    Gender
    Male
    Posts
    28
    Threads
    6
    Credits
    975
    Thanked: 1

    Default Kon sa dedicated server acha aur sasta hai

    Mujhe yeh janana hai ke kon sa dedicated server acha hai aur sasta bhi hai ?

    ram 8 se 16gb ho

  2. #2
    ShahidNiazi's Avatar
    ShahidNiazi is offline Advance Member
    Last Online
    15th October 2020 @ 06:33 PM
    Join Date
    09 May 2012
    Location
    Mianwali
    Age
    31
    Gender
    Male
    Posts
    1,366
    Threads
    62
    Credits
    1,003
    Thanked
    88

    Default

    ye acha he meri nazr main.
    https://www.neural.com.au/

  3. #3
    amirq is offline Junior Member
    Last Online
    2nd July 2013 @ 11:29 PM
    Join Date
    02 Jan 2011
    Gender
    Male
    Posts
    28
    Threads
    6
    Credits
    975
    Thanked: 1

    Default

    Shahid bhai apka bohat bohat shukria ke apne reply kia apne jo server link dia hai is ki kuch samjh nahin aa rahi asal main mera masla yeh hai ke meri 4 websites chal rahi hain jin main se aik 2 ki traffic sara din 50 users aur raat ko 8 se 11 baje 100 tak ho jati hai aik website ki traffic 25 se 30 visitor her waqt online rehte hian jab ke aik website ka koi visitor nahin meri aik website wordpress aur aik smf forum aur main pages html hain baqi third bhi wordpress hai aur main already godaddy ka dedicated server use ker raha hoon but meri itni thori traffic hone ke bawajood wo server hud ba hud off ho jata hai aur itna down ho jata hai ke main SSH ke thorugh ya whm panel ke thorugh bhi reboot nahin ker sakta phir mujhe online chat ya ticket ke zariye complain kerna perti hai aur reboot request se phir dobara server reboot kerwana perta hai yahan tak ke main is server se apna backup bhi nahin le pa raha na phpmyadmin se aur na he SSH commands ke thorugh even jab bhi mian try kerta hoon backup lene ko to server down ho jata hai maine aik online website jo ke hosting ke baray main hai is se pehle whaan discussion ki un ke mutabik yeh server ka masla hai ab mujhe yeh samjh nain aa rahi ke mian kon sa server loon jo meri websites ka load bhi utha sake aur mere budget main bhi ho aur reliable ho meharbani ker ke reply zaroor kijiye ga ap ka bohat bohat shukar guzar hoon ga

  4. #4
    ShahidNiazi's Avatar
    ShahidNiazi is offline Advance Member
    Last Online
    15th October 2020 @ 06:33 PM
    Join Date
    09 May 2012
    Location
    Mianwali
    Age
    31
    Gender
    Male
    Posts
    1,366
    Threads
    62
    Credits
    1,003
    Thanked
    88

    Default

    Quote amirq said: View Post
    Shahid bhai apka bohat bohat shukria ke apne reply kia apne jo server link dia hai is ki kuch samjh nahin aa rahi asal main mera masla yeh hai ke meri 4 websites chal rahi hain jin main se aik 2 ki traffic sara din 50 users aur raat ko 8 se 11 baje 100 tak ho jati hai aik website ki traffic 25 se 30 visitor her waqt online rehte hian jab ke aik website ka koi visitor nahin meri aik website wordpress aur aik smf forum aur main pages html hain baqi third bhi wordpress hai aur main already godaddy ka dedicated server use ker raha hoon but meri itni thori traffic hone ke bawajood wo server hud ba hud off ho jata hai aur itna down ho jata hai ke main SSH ke thorugh ya whm panel ke thorugh bhi reboot nahin ker sakta phir mujhe online chat ya ticket ke zariye complain kerna perti hai aur reboot request se phir dobara server reboot kerwana perta hai yahan tak ke main is server se apna backup bhi nahin le pa raha na phpmyadmin se aur na he SSH commands ke thorugh even jab bhi mian try kerta hoon backup lene ko to server down ho jata hai maine aik online website jo ke hosting ke baray main hai is se pehle whaan discussion ki un ke mutabik yeh server ka masla hai ab mujhe yeh samjh nain aa rahi ke mian kon sa server loon jo meri websites ka load bhi utha sake aur mere budget main bhi ho aur reliable ho meharbani ker ke reply zaroor kijiye ga ap ka bohat bohat shukar guzar hoon ga
    g han bhai main ap ki bat samaj gia tha pehly hi. Kia ap ye bta dain k kon sa server ab use kr rhy hain ap. Actually meri is kam se itni ziada wabastagi ni he mera cousin he wo ye kam krta he aik do din wait keren main use pooch kr ap ko detail se likh kr pm kr don ga.

  5. #5
    amirq is offline Junior Member
    Last Online
    2nd July 2013 @ 11:29 PM
    Join Date
    02 Jan 2011
    Gender
    Male
    Posts
    28
    Threads
    6
    Credits
    975
    Thanked: 1

    Default

    bhai main is waqt godaddy ka dedicated server use ker raha hoon kia bhai ap ke cousin se baat ho sakti hai meri email id yeh hai ............... aur mudaberqureshi skype id
    Last edited by *Xpert~Baba*; 19th November 2012 at 10:30 PM. Reason: email adress not allowed

Similar Threads

  1. Sab se acha or sasta flashing box kon sa he?
    By zohaib696 in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 22
    Last Post: 14th January 2013, 11:20 AM
  2. Solved difference between Reseller hosting,VPS hosting & dedicated Server
    By 5hoaib in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 11
    Last Post: 19th June 2012, 07:21 AM
  3. Introduction
    By sulemaan in forum Introduction
    Replies: 7
    Last Post: 23rd April 2010, 01:32 AM
  4. Host web site on home/office computer
    By Dark_Rising in forum English IT Zone
    Replies: 0
    Last Post: 1st March 2009, 06:31 AM
  5. ISA Server 2004
    By Parkash in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 15th February 2007, 10:46 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •