Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 19

Thread: Gr8 khali in case of danger

  1. #1
    gr8khali's Avatar
    gr8khali is offline Senior Member+
    Last Online
    14th December 2007 @ 11:34 AM
    Join Date
    27 Jun 2006
    Location
    BHAKKAR
    Posts
    186
    Threads
    36
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default Gr8 khali in case of danger


    hay dear brother and sister main apna system ki bios updte kerna chahta hoon par uski link nahin mill rahi plz app log meri log madad karo google pay bhi nahi mill rahi meray system ki detail neechay hai app log hansna mat main bahot gareeb hoo
    System::>P2 :::::::: Board::>Gateway Bios::>Smsc fdc37b777: c9824: d65310: d21216.00
    Yeh Mere System ki details hain main bios ka version 4.0 or release 6.0 hai main es ko update kerna chahta hoon plz help me

  2. #2
    ghulamnabi's Avatar
    ghulamnabi is offline Member
    Last Online
    5th November 2008 @ 07:56 PM
    Join Date
    05 Feb 2006
    Posts
    416
    Threads
    68
    Thanked
    0

    Default

    yaar is main hansnay ki kaya yaat hai
    k u have old system
    i dont know nothing totally nothing
    SHEEDA jee yaankoi or kuch dar baad day day n gay aap ko
    shukriyaa

  3. #3
    waseem6845598 is offline Junior Member
    Last Online
    3rd September 2006 @ 12:27 PM
    Join Date
    26 Jun 2006
    Posts
    17
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Bhae kisi ki gurbat ka mazak nahin uratay hain Sheda Pistol g will Help you

  4. #4
    ghulamnabi's Avatar
    ghulamnabi is offline Member
    Last Online
    5th November 2008 @ 07:56 PM
    Join Date
    05 Feb 2006
    Posts
    416
    Threads
    68
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    waseem6845598 sir jee yah gareeb nahi hain janab gr8khali sahib

  5. #5
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    aap mujhay sirf Motherboard ka exact model number aur maker/brand de do aur aap ka kaam ho jaye ga. insha Allah. Aap jab PC ko kholain gay to kahain par baray baray lafzon main yeh dono information likhi hongi.

    tafseel kay liay attach ki hui file ko dekhain, mujhay ye do information day dain aur aap ka kaam ho jaye ga.


    tasveer main dia gaye motherboard ka make 1BIT aur model number NF-7 hai, isi tarah aap kay motherboard par bhi yeh dono cheezeen likhi hongi.

  6. #6
    gr8khali's Avatar
    gr8khali is offline Senior Member+
    Last Online
    14th December 2007 @ 11:34 AM
    Join Date
    27 Jun 2006
    Location
    BHAKKAR
    Posts
    186
    Threads
    36
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Main nay bios update ki hai laiken sahi tor par oos ka number nahin milla or flash err ka message ata hai laiken windw or pc start ho gata hai mer pc ki mandarga zail tafseel hai
    Serial number :: 0011875470
    Model:: e-4200
    Manofacture Gateway
    Main nay gateway ki site say bios ka update uthya hai laikn woh sahi kam nahin kerta plz kisi or site ka adress dain dain app ki bari maherbani ho g

    yours Gr8Khali

  7. #7
    waseem6845598 is offline Junior Member
    Last Online
    3rd September 2006 @ 12:27 PM
    Join Date
    26 Jun 2006
    Posts
    17
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Bhae apna system kisi achay say machanic kay pass la ga ker theek kera lo

  8. #8
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    agar aap nay Gateway ki website say yeh wali file 7508283.exe download ki hay to yeh file bilkul sahi hai aur last BIOS update hay aap kay motherboard kay liay.

    App aik floppy lain aur us ko bootable banain. aur phir is download ki hui file ko extract karain. aur is ki tamam failes ko bootable floppy main copy kardain. ab system ko is floppy say boot karain. Floppy say boot honay par update bios ki option ayegi us ko ok kardain aur yeh lain aap ki BIOS update hogai.

    app ko kia masla araha tha BIOS update karnay main ?

  9. #9
    gr8khali's Avatar
    gr8khali is offline Senior Member+
    Last Online
    14th December 2007 @ 11:34 AM
    Join Date
    27 Jun 2006
    Location
    BHAKKAR
    Posts
    186
    Threads
    36
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    g nahin bios update ka masla nahin hai par oos kay menu main koe farq nahin aya or jab system scan hota hai to bois ka problem batata hai mere pass eik software hai "Sisoft" wala oos say jub main scan kerta hoon to masla ata hai flash ka.Or doora boot wali menu main bhi koe faraq nahin aya or bois ka version bhi pc wohi bata raha hai.Boot bhi kerta hai par koe nae cheez nahin aye menu main

  10. #10
    waseem6845598 is offline Junior Member
    Last Online
    3rd September 2006 @ 12:27 PM
    Join Date
    26 Jun 2006
    Posts
    17
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Bhae kisi ki gurbat ka mazak nahin uratay hain Sheda Pistol g will Help you

  11. #11
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    Quote gr8khali said:
    g nahin bios update ka masla nahin hai par oos kay menu main koe farq nahin aya or jab system scan hota hai to bois ka problem batata hai mere pass eik software hai "Sisoft" wala oos say jub main scan kerta hoon to masla ata hai flash ka.Or doora boot wali menu main bhi koe faraq nahin aya or bois ka version bhi pc wohi bata raha hai.Boot bhi kerta hai par koe nae cheez nahin aye menu main
    BIOS update karnay kay baad aap BIOS ki Default Settings ko restopre karain aur phir PC complete shutdown (powe-off, remove power cabel) karkay, kuch dair baad on karain. app kay motherboard ka bios version P21 hi latest hai is kay baad koi bhi update naheen aya. hosakta hay aap ki BIOS pehlay hi say p21 ho is liay menu main koi faraq naheen aya.

    Normaly BIOS update karnay say Menu main koi farq naheen ata, update sirf bugs waghaira ko remove karti hai aur kuch extra hardware ki support kay liay hoti hai, maslan new processor, more capacity hard disk waghaira.

  12. #12
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    PC restart karnay par BIOS ka kia error aata hai ? pls zara tafseel say likhain.

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. "Khali Pait Aur Khali Jaib
    By mehtab123 in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 2
    Last Post: 14th February 2020, 08:48 AM
  2. GooGle In Danger(Must see!)
    By *ESHA* in forum Computer Articles
    Replies: 90
    Last Post: 11th June 2015, 02:21 PM
  3. Balouch(Danger) Must See...!
    By MR.Balouch in forum Photo Gallery
    Replies: 79
    Last Post: 21st November 2012, 03:02 PM
  4. Danger
    By Prince Ahmad in forum Photo Gallery
    Replies: 15
    Last Post: 11th March 2012, 09:52 PM
  5. Khatra Hey - Its Danger
    By Mohammed Ishaq in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 11
    Last Post: 16th December 2009, 12:02 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •