salam to all..
.
umeed hai k sab kheriyat sy hon gain,
apni baat mukhtaser karou ga,
mujy adobe flash seekhna hai or ifil hall main cs4 sy basic training le raha hou..
basic tareeban sara he samaj aagea hai,
but ab main professionaly animation making seeekhna chahata hou..
kindly animation ka b koi form start karain,ya ager koi hai toh pleaes us ka link mujy shear kar dain...
.
waleed bin abdul malik
Bookmarks