Assalam-o-Alaikum to all it members...
raat ko mein sytem pe betha tha ke task bar pe eak message dekha...
""ip address conflict with another system on network"" iss ka kya matlab hai or ager iss se koi hacking waghaira ka taluk hai tu iss se kiss tarha bacha ja sakta hai...