Q.No.1. Wo kon sey teen fruits hain jo dargan k hisaab se biktey hain.
1) kela ( Banana)
2) Maalta
3) _______ ka naam bataein.
ii. Wo kon se teen sabziyan hain jin k aakhir mein tar ata hai jaisey
1) Timatar.
2) Matar.
3) __________ ka naam bataein.
iii. Wo kon sa aisa parinda hai jis k aakhir mein tar ata hai jaisey.
1) Kobotar
2) Teetar.
3. _________ __ka naam batein.
Bookmarks