Poet Akhtar Sherani
kam aa saki na apni wafaain to kya karain
ik bewafa ko bhool na jaaye to kya karain
mujh ko ye etaraf duaoon main hai asar
jaaye na arsh par jo duaain to kya karain
ik din ki bat ho to use bhool jaaye hum
naazil hoon roz dil pe balaye to kya karain
shab bhar to un ki yaad main tare gina kiye
tarese din ko bhi nazar aaye to kya karain
ahad-e-tarab ki yaad main roya kiye bahut
ab muskura ke bhool na jaaye to kya karain
ab ji main hai ki un ko b
Bookmarks