asalam o alakum
dosto main ap ko exe upload kar raha hun masla ye hai k yejo software hai ye maine 2003 ma instal kia tha ab ma apna system upgrade karna chahta hu mgr ye software aisy bna hai k ye us hard drive and board k ilwa nai chalta plzzzzzz agr koi iss ka hall nkal dain ya iss tarha ka koi or sotware bna dain to main apka nihait mashkur hu ga all software dosto
Bookmarks