Salaam to all Members,
Please Sirf Apni Poetry Yahan Share karain....thannk u,
meri tarf se ye chand ashaar,
Samnay aaey tu khyal aya , pehly b unhain kahin daikha hay
'Mussafir'
phir yad aya k kal tu chohdwin ki raat thi !

very nice, sharing..
Ay chand un ki chhat se guzro tu unhain meri ek baat kehna
kehna k bari muddat se ham ne kabi chand nahi daikha !
Ay chand un ki chhat se guzro tu unhain meri ek baat kehna
kehna k bari muddat se ham ne kabi chand nahi daikha !
Mery yar main aor tuj main,
aey chand kuch khas farq nai hay
bas wo din main,
aor tu raat ko nikalta hay
Nasha tu un ki ankhon se jo pi thi us ka hay
'Mussafir'
ye botal tu dikhawa hay ta k log mujrim na samjhain muj ko
Jab se pocha hay hal us ne hustay howay
'Mussafir'
bs usi din se hamain
wo be hal kr gya hay
Ay chand tuu tu kehta tha,
main bs raat k pehr niklta hon
phir wo kon hay jo kal main ne
din main sar e rah daikha tha ?
nice sharing
keep it up
SHABNAM khan
kehtay rhy bura hamain,
ham doptay gay un ankhon main
chand btao aor kya kya kaha tha us ne
kal tu koi rabt hi na tha sanso main
Bookmarks