kaisay kehtay ho,
unhain tu ishq ka hi pata nahi
'Mussafir'
shayd tu ne daikha nai un ka
chand se kabi mehve guftgu hona
kaisay kehtay ho,
unhain tu ishq ka hi pata nahi
'Mussafir'
shayd tu ne daikha nai un ka
chand se kabi mehve guftgu hona
Meray qatal k liay uthao na etnay jokhinn ay
'Mussafir'
Faqt teri ek muskurahat hi kafi hay
mujy maarnay k liay
[[Ghazal]]
Apni wafa ko main ne ek jurm main
badaltay daikha hay,
teri be-wafai ko had se
guzartay daikha hay,
teray pyar main kitnay kuch main
us chand se pocho
us ne tu chandni main b hamain kai bar
julastay daikha hay,
baijay thay jo chahat k kal chandd phool tum ko
ham ne un sab ko ek konay main
sisaktay daikha hay,
tum tu faqat ek ameeri ka gharoor liay baithay ho
aor ham ne toot k falak se taaron ko samee'n pe
ghirtay daikha hay,
phir b baaz nahi aatay wo pyar ka krnay se dikhawa
jab k unhain kai bar khud raqeeb k ghar se
nikaltay daikha hay,
khatay hain jo qasmain sada saath nibhanay ki
unhain aghaz-e-saffar pe hi main ne her baar
mukartay daikha hay,
chalo ne maan b loon, tumhain mujse waaqai main muhabat hay
"Mussafir"
phir wo kya tha jo abi main tumahin haath se
massaltay daikha hay ???
Wao Taaanhaa ap ne tu kamal ka likah hay thank u
--- [ GHAZAL]---
Abhi manzilon ki hoti hay khwahish hi dil main
keh dikhaa k apnay hi mujay
haar chalay jatay hain,
qatal krnay ka bhi saleeqa ata nahi en ko
khoon se tar chhorr k
talwaar chalay jatay hain,
ajeeb daikhi hay main ne ye rasm e dunya
daikh doobta bhanwwar main munh phhair,
madadgaar chalay jatay hain,
pata b hay daikhon tu emaa'n jata hay
phir b kr k baar baar
gunh e gaar chalay jatay hain,
kuch tu etnay zalim hain, le k sakoo'n aor neendain sari
badlay main de k faqat
ek dedaar chalay jatay hain,
takta rehta hon main apnay hathon ki lakeeron ko
kyon aa k zindgi main wo
her baar chalay jatay hain,
shayed zaror ho gi koi wahan umeed e waffai
tabi tu ho k bewaffa sab
us paar chalay jatay hain,
kyon ek yaar k janay ka gham krtay ho
"Mussafir"
ye dunay hay, yahan chhorr apnay
hazaar chalay jatay hain.
ik daasatan suno tum aaj,
ik daastaan anjan ki,
ik daastan beimaan ki,
ik dastaan yunhi mery zawal ki,
ik haseena ko dekh kr,
dil phenkny ki daastan,
wo jo ishq mein mein doob gaya,
izhaar tk ki ye daastaan,
meri zindagi ka zawal tha,
uss ishq ki ye daastan,
wo jo un ka husn-e-khayal tha,
uss khayal ki ye daastan,
wo jo mein ne phir izhaar kya,
inkar ki ye daastan,
wo jo dil mera bus toot gaya,
barabadi ki ye dastan,
umeed mujhe phr bhi thi,
mujh pagal ki hai ye daastan,
wo jo phr unka deedar tha,
us dedar ki ye daastan,
wo jo phir mera sawal tha,
uss sawal ki ye daastaan,
wohi phir unka jawab tha,
uss jawab ki ye daastan,
dil mera buss toot gaya,
uss din ki hai ye daastan,
ik daastan anjan ki,
"anjan" ki ik daastan
From: Hamza Khurshid (Anjan)
very nice jani...keep it up..
Mussafir ko manzil tak le k hi jana...
[[Ghazal]]
Apni wafa ko main ne ek jurm main
badaltay daikha hay,
teri be-wafai ko had se
guzartay daikha hay,
teray pyar main kitnay kuch main
us chand se pocho
us ne tu chandni main b hamain kai bar
julastay daikha hay,
baijay thay jo chahat k kal chandd phool tum ko
ham ne un sab ko ek konay main
sisaktay daikha hay,
tum tu faqat ek ameeri ka gharoor liay baithay ho
aor ham ne toot k falak se taaron ko samee'n pe
ghirtay daikha hay,
phir b baaz nahi aatay wo pyar ka krnay se dikhawa
jab k unhain kai bar khud raqeeb k ghar se
nikaltay daikha hay,
khatay hain jo qasmain sada saath nibhanay ki
unhain aghaz-e-saffar pe hi main ne her baar
mukartay daikha hay,
chalo ne maan b loon, tumhain mujse waaqai main muhabat hay
"Mussafir"
phir wo kya tha jo abi main tumahin haath se
massaltay daikha hay ???
[[Ghazal]]
Apni wafa ko main ne ek jurm main
badaltay daikha hay,
teri be-wafai ko had se
guzartay daikha hay,
teray pyar main kitnay kuch main
us chand se pocho
us ne tu chandni main b hamain kai bar
julastay daikha hay,
baijay thay jo chahat k kal chandd phool tum ko
ham ne un sab ko ek konay main
sisaktay daikha hay,
tum tu faqat ek ameeri ka gharoor liay baithay ho
aor ham ne toot k falak se taaron ko samee'n pe
ghirtay daikha hay,
phir b baaz nahi aatay wo pyar ka krnay se dikhawa
jab k unhain kai bar khud raqeeb k ghar se
nikaltay daikha hay,
khatay hain jo qasmain sada saath nibhanay ki
unhain aghaz-e-saffar pe hi main ne her baar
mukartay daikha hay,
chalo ne maan b loon, tumhain mujse waaqai main muhabat hay
"Mussafir"
phir wo kya tha jo abi main tumahin haath se
massaltay daikha hay ???
Hosla afzai ka bahot shukria . . ..
Last edited by tasaddaqrana; 10th January 2013 at 09:15 PM.
my own ghazal
عزل
تیرے بچھڑنے کا غم جو سینے میں لیے پھرتا ہوں
بہت یاد آتے ہو جب میں سرراہ گرتا ہوں
ڈھونڈتا ہوں اب بھی تمیں اس انجان دنیامیں
جب نہیں ملتے ہو تم اپنے تو، تھک ہار کے روتاہوں
کبھی تو آ کے دیکھ میرے روزہ شب میں
کیسےبن تیرے بنتا پھر، بکھرتا ہوں
شائد رقیب ہی سبب بنتے ہیں کبھی میرے ہسنے کا
اندر سے تو دل ایسے ٹوٹا کہ ہر وقت آنہیں بھرتا ہوں
اس امید پہ کہ تم آو گے میرے خوابوں کی بستی میں
سر رکھ کہ تصور میں تیرے دھندلے پہلو میں سو پڑتا ہوں
آئے ہو اگر تو پھر سے بچھڑ جاو گے تم مجھ سے
بس کھولنے سے اسی ڈر سے آنکھیں میں اپنی ڈرتا ہوں
یوں تو دنیا کی رنگینیوں سے کوئی غرض نہیں ہے مجھ کو
ترے پاس وفا کی خاطر جینے کے بہانے کرتا ہوں
بے خبر مجھ سے ہے تو اپنی مہو زندگی
ملنے کے تم سے سما کیا کیا نہ جانے کرتا ہوں
دل میں فقط اک تیری یاد ہے اور کیا کہوں مسافر
لفظوں سے تو میں اپنے بس، حوش ٹھیکانے کرتا ہوں۔
Bookmarks