Main bohat din se itduniya search kar raha tha dakh raha tha par mujay post aur thread nhi tha karna araha hala ka main 15 saal se use kar raha ho computer knowledge kafi he lakin yaha par aker nakam hogiya ho main paar aj jub maine id khola to socha k aj kar choro ga thread mera name shan pasha he aur main gujranwala pakistan see ho aur kasam se mujay itduniya duniya tamama site se achi lagi he jis ne banaye he ijad ki he allah usko lambi umer aur sehat ata kara ameen aur mujay maf karna yaaro agar meri thread karna me koi galti hue ho im doing first time ok bye khuda hafiz
Bookmarks