Results 1 to 8 of 8

Thread: Help Abt Disk Cleanup????????????

  1. #1
    Naveed Rasheed's Avatar
    Naveed Rasheed is offline Advance Member
    Last Online
    4th July 2021 @ 01:03 PM
    Join Date
    17 Jun 2006
    Location
    Nearest 2 You
    Posts
    1,579
    Threads
    116
    Credits
    105
    Thanked: 1

    Red face Help Abt Disk Cleanup????????????

    Assalamoalaikum! Mere piyare dosto umeed karta hoon ke aap ke mazaaje grami achay hongay main aap se ye pochna chahta hoon ke XP mein kaise Disk Cleanup main CHKDSK files ko clean kia jata hai kyunke kabhi kabhi to ye option Dickcleanup main hoty hai aur kabhii kabhi nahi to please help me main pic attach kar raha hoon yahan 2 options hain aur in main hi CHKDSK ki option aa jaty hai lakin i dont know ke kaise so please help me............
    Attached Images Attached Images  
    Don't Share outer links again, Should B bane next time... ITD Team

  2. #2
    Lucky Noor's Avatar
    Lucky Noor is offline Senior Member
    Last Online
    27th September 2017 @ 04:28 PM
    Join Date
    18 Apr 2006
    Location
    WitH Y@U
    Posts
    2,719
    Threads
    220
    Credits
    70
    Thanked
    22

    Default I don't understand

    Salam
    ..... Brother Naveed Main Aap Sawal teek tara se samaj nahi pa raha... Q k Aap kehthy ho.. k kabi ye message atha hai. tho kabi nahi tha........ Jahan tak main samjtha hon aap k sawal ko..... tho ho saktha hai... k jes jaga yani jes partition main ye Message ajatha hai....... Wo Partition Full ho. gya ho.... yani us main se kuch Data keshi our Transfer ker day... tho ho saktha hai.. k aap ka problem solve hojaye...... Ager aisi bath nahi hai...... tho plz apny sawal tafseel se bathaye....
    Wasalam
    Noor afridi

  3. #3
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    CHKDSK ya Disk Check ki option kisi bhi Driver (C: D: etc) par right click karkay aur phir "Properties" main "tools" kay menu main aati hai.

    [img]http://www.************/uploads/03f83cd31e.jpg[/img]

  4. #4
    Naveed Rasheed's Avatar
    Naveed Rasheed is offline Advance Member
    Last Online
    4th July 2021 @ 01:03 PM
    Join Date
    17 Jun 2006
    Location
    Nearest 2 You
    Posts
    1,579
    Threads
    116
    Credits
    105
    Thanked: 1

    Red face thanks..............

    Assalamoalaikum! mere bahio aap mery bat ko samje nahi mera masla yenahi hai ke konsi drive full hai aur konsi main place hai ye to main bhi janta hoon ke jab tak main full drive se data move nahi karoonga ye msg aata rehe gaa main aap logon se ye pochna chahta hoon ke kabhi kabhi jab ye msg aata hai Diskcleanup ko tu jab hum Diskcleanup karte hain u in Options mein se ek CHKDSK files bhi hoty hain aur jab ye clean hoty hain to drive mein kafi space bach jaty hai lakin ye Option jab hum khud Diskcleanup karen to nahi aaty main ye chahta hoon ke hum kaise Manual CHKDSK file ko clean kar sakte hain mera question ye hai mere dosto.
    __________________

  5. #5
    Naveed Rasheed's Avatar
    Naveed Rasheed is offline Advance Member
    Last Online
    4th July 2021 @ 01:03 PM
    Join Date
    17 Jun 2006
    Location
    Nearest 2 You
    Posts
    1,579
    Threads
    116
    Credits
    105
    Thanked: 1

    Default

    Ek baat aur mujay bata dein ke aap ne ye jo pic attach ki hai Cam se li hai ya kisi aur zariye se ...............

  6. #6
    Naveed Rasheed's Avatar
    Naveed Rasheed is offline Advance Member
    Last Online
    4th July 2021 @ 01:03 PM
    Join Date
    17 Jun 2006
    Location
    Nearest 2 You
    Posts
    1,579
    Threads
    116
    Credits
    105
    Thanked: 1

    Default

    Sheeda bahi jaan aap ne ye pic kaise aur kahan se lekar attach ki hai batain

  7. #7
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    [img]http://www.************/uploads/8ebc60aa9e.gif[/img]
    Tasveer ko daikhain, aur agar aap yeh kehna chahtay hain kay jub aap disk clean up kartay hain to kabhi kabhar bohot ziada option aati hai aur CHKDSK ki bhi option aati, magar kabhi kabhar bohot kum options aati hai ya CHKDSK ki files delete karnay ki options nahi aati

    to is ka jawab yeh hay kay yeh tama options XP khud ba khud leta hai, hum is ko naheen day saktay. Jab aap kay pc main CHKDSK ki banai hui extra files hoti hain to yeh option khud ba khud ajaye gi warna naheen ayegi. is main koi masla naheen hai.

    CHKDSK ki files main Hota yoon hay kay jub system ko proper shutdown naheen kartay ya kisi bhi aur wajah say agar PC kuch files ya data ko proper save naheen karpata to in yeh data/files Lost Clusters main chala jata hai. Aur jab aap CHKDSK chalatay hain to yeh lost clusters files ki surat main aap kay PC main save ho jatain hain. Agar aisi files aap kay pc main hongi to tabhi disk Cleanup main CHKDSK files clean karnay ki option ayegi warna naheen ayegi.

    Is main preshani ki koi baat naheen hai
    Last edited by Sheeda_Pastol; 4th July 2006 at 07:00 PM.

  8. #8
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    aap kay doosray sawal ka jawab yeh hai kay, yeh pic main nay CAM say naheen li hain.

    is ka tareeqa bohot aasan hai, apany PC par Num Lock ko off karain aur ab Keyboard par PrtScreen kay button ko dabadain, is say aap ki PC screen par jo kuch bhi hay woh capture ho jaye ga. ab koi sa bhi graphics ka program (Photoshop, Paint, Imaging etc) ko kholaim, New file kholain aur Edit-Paste kay menu par click kardain ya CTRL+V ka button dabain. yeh lain aap ki puri screen agai. ab aap is ko Trim, edit waghaira karlain, jo bhi hisa aap ko chahiay.
    is kay baad is ko aik file (.jpg, .gif etc) main save karlain
    aur phir is file ko kisi bhi free image uploading server (************ etc) par upload kardain aur us ka link yahan par past kardain aisay.

Similar Threads

  1. Disk Cleanup In Windows 98
    By editorshahid in forum Tips and Tricks
    Replies: 9
    Last Post: 18th May 2012, 09:05 AM
  2. cleanup don''t miss
    By BARi_Bhatti in forum Software Reviews
    Replies: 11
    Last Post: 10th December 2010, 08:14 PM
  3. help ab8 Disk Cleanup option of win-xp
    By hamayun_4u2004 in forum Ask an Expert
    Replies: 4
    Last Post: 13th August 2009, 03:04 PM
  4. Disk Cleanup Problem
    By Farhan213 in forum Ask an Expert
    Replies: 5
    Last Post: 9th July 2009, 09:35 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •