meine is se pehle bhi post karne ki koshish ki magar roll samaj na aane ki wajah se apni 1 id block karwa betha us kay bad meine dobara post na karne ka socha magar boht se ideas hain zehen mein mein 1 applications develeper ho android ka ajkal her ksi ko android ki internal memory kay low hone ka problem hay ap jo android phone layte hain uski rom memory 512mb hoti hay agar us mein android 2.3 ya is se up ho toh android 4 mein gbs tak hoti hay os instal hone kay bad b 100se 300mb tak space rom mein bach jatti hay jis mein hum ya technician games ya koi soft ware dal dayte hain ap un extra chezon ko delete kar kay us mein mazed chezen dal sakete hain ucbrowser ya opera jo apke zrori softwares hote hain apko karna yeh parta hay kay apna phone root karne kay bad us mein link2sd ka software dalain or applications ko 1 1 karkay phone mein move kare or link to sd per jakar us application ko hold click kar kay convert to system app karen meine takreban 500mb ka data dala hay magar abi tak koi problem nhi aya or han app convert karene kay bad open nhi karni balke set reboot karna hay or apki applicatons ko phone memery mein mazeed space mil jaege agar meri yeh post bhi delete howi toh aenda koi post nhi karonga kio kay muje inpage per typing nhi aati or agr ksi ne pehle yeh sharing ki ho toh sorry mere pass boht se or bhi zabardast ideas hain magar is post kay response kay bad apse share karonga