Salam sab ko
mujhe data compressor karny k lia portable koi data compressor chyea .. mary pass kafi data hai movies wagra jis ki waja se hard disk full hai almost.. main chahta hon asa portable ho jab zaorat ho tu compress kar lain .. boat acha sa ho and size main b kam.. koi help karny boat shukarguzar hon ga
Bookmarks