Assalamualikum!
Main apny ghar par fariya ka internet use karaha hon aur dabaang.pk say movies wagaira uthata hon. mujhay ye pata karna hai k kya koi aisa tarika hai k main apny office main jahan Cyber waloon ka internet chal raha hai wahan say fariya ki website ko access kar k kuch b download kar sakoon q k fariya k network par he web site access kar saktay hain warna nahi hoti,,,
Agar aisa possible hai to please batadain.

B_B