Friend's mere pass HP ka Pentium D hai 3.4D ..
mera masla yeh hai k main new windows install karta hoon to college say wapis aa kar ya aglay din jab PC use karta hoon to meri windows currept ho jati hai khud he ... ya windows Starting par jahan par windows load hoti hai aa kar restart ho jati hai aur baaz okat option ata hai repair windows ka ... agar koi mera masla hal karday to main bohat shukar guzaar hoon ga ...
mujhay daily new window karna parti hai