Assalam-o-alikum
Main nay apnay Nokia C1 01 ko factory restore all kiya ha. Ab takrebban 30 min ho gay haan wo display nahi da Raha. Sirf Beep ki awaz aati ha jub koi button press karta hn. Kya koi bata sakta ha k yeah kitna time leta ha restore honay main
Bookmarks