bhai jaan koi aisa software hai jo bohat sari pic main se aek jaisi pic nikal sakta ho. i am waiting
bhai jaan koi aisa software hai jo bohat sari pic main se aek jaisi pic nikal sakta ho. i am waiting
aisa software jo kisi b folder main se aek jaisi yani aek hi picture ki copy jo doosray naam se usi folder main mojood hai un dono ko dhoond nikalay kyun k maray pass 700 k kareeb pic hain aur un main bohat sari aisi b hain jo double hain un ko dhoondna mushkil ho raha hai plz help.
Brother, es tarha to nahi hota k Aik jeasi Pics ko search kar k delete karna... Albatta Aik hi naam ki Pics ko Search karna aur phir Delete karnay k liye Softwares aatay hain aap yeh try karain...
Duplicate File Detector
wo to maray paas hai anyway aap ka bohat bohat shukriya k aap ne dhiyan diya
thank a lot.
Gud Adeawan
Bookmarks