mai ne apne cpu me window 8 install ki ha jo k 3.2 processor 1 gb ram ha kcuch din to chala ha baut ab iska fan to chalta rehta hai but boot nahe hota bus fan ki awaz ati rehti hai aur on nahe hota

brother ager ap system ko open kar saktay ho tu power supply ki cable jo board main hay us ko utar kar dobara lagain ya ram our processor utar kar lagain ho sakta hay theek ho jaye....
Bookmarks