salam experts
mera passs samsung glaxy s2 hy jis main software jeally bean hy.is software main yae problem hy kay main agar pages par apni marzi ki apps rakhon yani un ko jis page par chyay rakhon magar main jab apna mobile retsart karta hoon to sab apps ki jaga pages par khus ba khud change ho jati hy.plz mujhy aisa koi tarika batain jis say un ki jagah change na ho restart par
Bookmarks