salam . meray pc main winxp installs ha . main new win kar na cahta hon .. but mreay pass driver ki cd gom ho gai ha .... abi meray pc main sarey driver install ha.. keya main oun ko kesi tarekey se hasel kar sakta hon .. ta k next win install kar ney k bad .. easly man en driver ko dobara install kar sakon
Bookmarks