Hello Friends,
Dosto Aaj may aap ko google per search karnay ki kuch Tips Bata'on ga.
1- agar aap nay Google Kay search box main " NETWORKING " Likha hay or aap chahtay hain google is Text ko sirf www.*********.com ki website main say search karay to aap google search box main ye text (String) likhain gay:
networking site:www.*********.com
2- agar aap ye chahtay hain kay aap ko sirf wo website talash karni hain jin kay Address main " URDU " aata ho to aap google may ic tarhan String likha hoga:
allinurl:urdu
3- Agra aap google kay ziryay apnay Likhay hue text kay Mutaliq sirf File talash karna chahtain hain to iska tariqa ye hay.
urdu filetypedf
Aap file ki talash may urdu ki jaga SONGS likhain ore PDF ki jaga MP3 likhain phir dakhan kya hota hay, aap talash ki gai files ko Direct link per Click karkay Download karsaktay hain.
Bookmarks