dosto mai buhot dafa itdunya mai is masli k bari mai thread banaya ho tu mera masla ye hai k jab mera mobile live with walkman new ta tab aus mai games achi chalti te likin jab maine ics mai update kiya tu games work nahi karte te ab b ek game work nahi karta aur mere coursin k paas kam karta hai aus ki paas b yahi phone aur ics hai mai jab game play karta ho tu unfortunately game working stop hota hhai yaha koi experts meri help kar sakta hai plz mai aunka buhut shukor gozaar honga plz is masli ko zarror hal k are plzzzzzz
Bookmarks